โ๐๐๐ ๐๐๐: ๐๐๐๐ ๐๐ ๐๐๐๐๐ ๐๐โ
๐๐ฌ ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ค๐ ๐๐ฐ๐๐ซ๐, ๐ค๐๐ฏ๐ข ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐ฌ๐จ๐๐ก ๐ค๐จ ๐ฏ๐ฒ๐๐ค๐ญ ๐ค๐๐ซ๐ญ๐๐ฒ ๐ก๐ฎ๐ฒ๐ ๐ฒ๐๐ก ๐ค๐๐ก๐ง๐ ๐๐ก๐๐ก๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ค๐ข, ๐ณ๐ข๐ง๐๐๐ ๐ข ๐ค๐ ๐๐๐ซ๐ ๐๐ฎ๐ซ ๐ ๐ก๐๐ฆ ๐ค๐จ ๐ฌ๐ก๐๐๐๐จ๐ง ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฉ๐ข๐ซ๐จ๐ค๐๐ซ ๐ก๐ข ๐ก๐ฎ๐ฆ ๐๐ฉ๐ง๐ ๐ฃ๐๐ณ๐๐๐๐ญ ๐ค๐จ ๐๐ฑ๐ฉ๐ซ๐๐ฌ๐ฌ ๐ค๐๐ซ ๐ฌ๐๐ค๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง. ๐๐๐ ๐ก๐ฎ๐ฆ ๐ค๐ก๐ฎ๐ ๐ค๐จ ๐ง๐๐ก๐ข ๐ฌ๐๐ฆ๐๐ฃ๐ก ๐ฉ๐๐๐ญ๐, ๐ฒ๐ ๐๐ฎ๐ง๐ข๐ฒ๐ ๐ฌ๐ ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐๐๐๐ญ ๐ง๐๐ก๐ข ๐ค๐๐ก ๐ฉ๐๐๐ญ๐, ๐ญ๐จ๐ก ๐ฅ๐ข๐ค๐ก๐ง๐ ๐ก๐ข ๐๐ค ๐๐ข๐ฌ๐ ๐ณ๐๐ซ๐ข๐ฒ๐ ๐๐๐ง ๐ฃ๐๐๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ฃ๐ข๐ฌ๐ฆ๐ ๐ก๐ฎ๐ฆ ๐๐ฉ๐ง๐ ๐ ๐ก๐๐ฆ ๐ค๐จ ๐ฌ๐๐ฆ๐๐ฃ๐ก ๐ค๐๐ซ ๐ฎ๐ง๐ก๐ ๐ก๐๐ฅ๐ค๐ ๐ค๐๐ซ ๐ฌ๐๐ค๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง. ๐๐๐ซ ๐๐๐ซ๐ ๐ค๐จ ๐๐ค ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐๐๐๐๐ฅ๐ง๐, ๐๐ค ๐ซ๐จ๐จ๐ก๐๐ง๐ข ๐ฆ๐๐ซ๐ก๐๐ฆ ๐ฅ๐๐ ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ฃ๐จ ๐ก๐ฎ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ญ๐ก๐จ๐๐ ๐ฌ๐ฎ๐ค๐จ๐จ๐ง ๐๐๐ญ๐ ๐ก๐๐ข. ๐๐๐ก ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ฒ๐๐ก ๐๐ก๐ข ๐๐๐ซ๐ฌ๐ก๐๐ญ๐ข ๐ก๐๐ข ๐ค๐ข ๐ก๐๐ซ ๐ณ๐๐ค๐ก๐ฆ, ๐ก๐๐ซ ๐๐ฎ๐ค๐ก ๐ค๐จ ๐ก๐ฎ๐ฆ ๐๐ฉ๐ง๐ ๐๐ฅ๐๐๐ณ๐จ๐ง ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฉ๐ข๐ซ๐จ๐ค๐๐ซ ๐ฎ๐ง๐ก๐ ๐ญ๐ก๐จ๐๐ ๐ฌ๐๐ฆ๐๐ฃ๐ก ๐ค๐๐ซ, ๐ญ๐ก๐จ๐๐ ๐ฌ๐ฎ๐ฅ๐ฃ๐ก๐ ๐ค๐๐ซ, ๐๐ฉ๐ง๐ ๐๐ง๐๐๐ซ ๐ค๐ ๐๐ง๐๐ก๐๐ซ๐ ๐ซ๐จ๐ฌ๐ก๐ง๐ข ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐๐๐๐๐ฅ ๐ฌ๐๐ค๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง.
Likhi jo maine ghamon ki kahani,
Har lafz bane aansu, har saans hai veerani.
Dil ki galiyon mein khamoshi hai chhayi,
Phir sannata bola, aur dukh ne li angdai.
Jo keh na saka, wo alfaaz likh diye,
Jo mehsoos kiya, wo ehsaas likh diye.
Har zakham ko maine shabdon mein aise piroya,
Bas kavita hi thi jisney mujhe sambhale rakha.
Kagaz pe girti ab yeh syaahi nahi,
Dil ka lahu hai, jo thamta nahi.
Har lafz mein chhupi fariyaadein kahin,
Magar jise mehsoos kar na saka koi.
Taqdeer ke teeron se zakhmi hua hoon,
Har dukh ke sagar se guzar chuka hoon.
Magar har zakham shabdon mein bhar jaata hain,
Likhna hi bas marham ban jaata hain.
Kaali Raat ke seene pe hai likhi kahani,
Subah ne bhi dekhi hai meri hairani.
Har-ek kavi, gham mein ghira hai,
Har dukh ek sheesha ban kar toota hai.
Aankhon mein neend hai, par khwab nahi,
Dil mein junoon hai, par jawab nahi.
Waqt ke dhundhle sheeshe ke us paar,
Ek zindagi hai, jo sirf likhi gayi baar-baar.
Mitti se uth kar mitti mein girne tak,
Har qadam pe sawal hai, har raah pe hai shaq.
Kya likhna bhi bekaar ho jayega?
Ya bas ek nishaani chhod jayega?
Likhta hoon jab bhi, dil halka sa lagta hain,
Par kagaz ka bojh ab bhari sa lagta hain.
Har lafz ek dukh ka chehra hain,
Jo roshan bhi hai, par andhere se bhi bhara hain.
Koi sun le, toh shayad mehsoos kare,
Koi padh le, toh shayad ro bhi de.
Kyunki yeh sirf alfaaz nahi hai mere,
Yeh meri rooh ke aansu hain, jo beh rahe.
โ๐๐๐ค๐ก๐ฆ๐จ๐ง ๐ค๐จ ๐ฅ๐ข๐ค๐ก๐ง๐ ๐ฌ๐ ๐ก๐จ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ฌ๐ก๐๐๐ง๐ญ๐ข ๐ค๐ ๐๐๐ ๐๐๐ณ,
๐๐๐ซ ๐ฅ๐๐๐ณ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐๐ก๐ก๐ฎ๐ฉ๐ข ๐ก๐๐ข ๐ฆ๐๐ซ๐ข ๐ซ๐จ๐ญ๐๐ฒ ๐ซ๐จ๐จ๐ก ๐ค๐ข ๐๐๐ฐ๐๐๐ณโ
- สส สแดสแด ษชแด แดแดษชษด. ยฉ
Writco ยฉ
Comments
Post a Comment