“๐๐๐๐๐๐-๐-๐๐๐๐๐๐”
๐๐ฌ ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ค๐ ๐๐ฐ๐๐ซ๐, ๐ค๐๐ฏ๐ข ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐ฌ๐จ๐๐ก ๐ค๐จ ๐ฏ๐ฒ๐๐ค๐ญ ๐ค๐๐ซ๐ญ๐๐ฒ ๐ก๐ฎ๐ฒ๐ ๐ฒ๐๐ก ๐ค๐๐ก๐ง๐ ๐๐ก๐๐ก๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ค๐ข ๐ข๐ง๐ฌ๐๐๐ง ๐ก๐๐ซ ๐ฉ๐๐ฅ ๐ค๐ข๐ฌ๐ข ๐ง๐ ๐ค๐ข๐ฌ๐ข ๐ญ๐๐ฅ๐๐๐ฌ๐ก ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฃ๐๐๐ญ๐ ๐ก๐๐ข, ๐ฅ๐๐ค๐ข๐ง ๐ฃ๐จ ๐ฌ๐๐๐ฌ๐ ๐ณ๐๐ซ๐จ๐จ๐ซ๐ข ๐ก๐๐ข—๐ฌ๐ฎ๐ค๐จ๐จ๐ง, ๐ฆ๐จ๐ก๐๐๐๐๐ญ ๐๐ฎ๐ซ ๐๐ฉ๐ง๐๐ฉ๐๐ง—๐ฐ๐๐ก๐ข ๐ฌ๐๐๐ฌ๐ ๐ณ๐ฒ๐๐๐ ๐๐จ๐จ๐ซ ๐ฅ๐๐ ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข. ๐๐ฎ๐ง๐ข๐ฒ๐ ๐ค๐ข ๐๐๐ฎ๐ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฃ๐ข๐ฌ๐ฆ ๐ฉ๐๐ข๐ฌ๐จ๐ง ๐ค๐ ๐ฉ๐๐๐๐ก๐ ๐๐ก๐๐ ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข, ๐ฆ๐๐ง๐ง ๐ฌ๐ฎ๐ค๐จ๐จ๐ง ๐ค๐จ ๐๐ก๐จ๐จ๐ง๐๐ญ๐ ๐ก๐๐ข, ๐๐ฎ๐ซ ๐๐ข๐ฅ ๐๐ฉ๐ง๐จ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐๐ฉ๐ง๐๐ฉ๐๐ง ๐ญ๐๐ฅ๐๐ฌ๐ก ๐ค๐๐ซ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข, ๐ฆ๐๐ ๐๐ซ ๐๐ฌ๐๐ฅ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ณ๐ข๐ง๐๐๐ ๐ข ๐๐ค ๐๐๐ก๐จ๐จ๐ซ๐ข ๐ญ๐๐ฅ๐๐๐ฌ๐ก ๐ค๐ ๐๐จ๐จ๐ฌ๐ซ๐ ๐ง๐๐๐ฆ ๐๐๐ง ๐ฃ๐๐๐ญ๐ข ๐ก๐๐ข. ๐๐๐ก ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ฎ๐ฌ ๐๐๐๐ก๐๐ข๐ง๐ข ๐ค๐ ๐๐ก๐ฌ๐๐๐ฌ ๐๐ข๐ฅ๐๐ญ๐ข ๐ก๐๐ข ๐ฃ๐จ ๐ก๐๐ซ ๐ค๐ข๐ฌ๐ข ๐ค๐ ๐๐ง๐๐๐ซ ๐ก๐๐ข, ๐ฆ๐๐ ๐๐ซ ๐ฃ๐ข๐ฌ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ค๐จ๐ข ๐ค๐ข๐ฌ๐ข ๐ฌ๐ ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐ค๐๐ฆ๐ข ๐๐๐ฒ๐๐ง ๐ง๐๐ก๐ข ๐ค๐๐ซ๐ญ๐.
Jism aaram ki talash main hain,
Aur haalat paison ki talash main hain.
Mann sukoon ki talash main hain,
Aur dil apno ki talash main hain.
Khwahishein bhi ab talash main hain,
Har khushi ek nayi talash main hain.
Woh hasne ke din jo kho gaye,
Ab har chehra us hasi ki talash main hain.
Raat bechaini ki talash main hain,
Din roshni ki talash main hain.
Zindagi har mod pe bhatak rahi,
Jaane kis cheez ki talash main hain.
Aankhon ko bhi aansuon ki talash hain,
Labon ko muskuraahat ki talash hain.
Har baat ek gehre gham ki shikaar hain,
Mohabbat bhi wafaa ki talash hain.
Jism toh milta hai, par pyaar nahi,
Har rishta ab vishwas ki talash main hain.
Jo apne the, woh ajnabi ban gaye,
Ab har saathi, kisike sath ki talash main hain.
Mohabbat sadaqat ki talash main hain,
Dosti wafa ki talash main hain.
Ghar bhi mehfil sa lagta nahi,
Har kona ek roshni ki talash main hain.
Kismat bhi apne maayine dhoond rahi,
Har koi kisi manzil ki talash main hain.
Saansein bhi ab ruki ruki si lagti,
Jaise zinda rehne ki talash main hain.
Shaher ki sadkein bhi khamosh hain,
Har raahi kisi humsafar ki talash main hain.
Jo guzar gaye woh wapas nahi aaye,
Ab har yaad ek chehre ki talash main hain.
Dil ki dhadkan bhi ab kamzor hai,
Ruh bhi kisi sakoon ki talash main hain.
Zindagi ek uljhan si lagti hai,
Jo theek ho uss dawai ki talash main hain.
Sooraj bhi jaise udaasi mein hai,
Har kiran ek ujale ki talash main hain.
Baarish bhi mitti ko taras gayi,
Har boond ek mitti ki talash main hain.
Jism aaram ki talash main hain,
Aur haalat paison ki talash main hain.
Mann sukoon ki talash main hain,
Aur dil ab bhi apno ki talash main hain.
“๐๐ข๐ง๐๐๐ ๐ข ๐๐ก๐๐ซ ๐ญ๐๐ฅ๐๐๐ฌ๐ก ๐ค๐ ๐ค๐ข๐ฌ๐ฌ๐ ๐ซ๐๐ก๐,
๐๐จ ๐ฉ๐๐๐ฌ ๐ญ๐ก๐, ๐ฐ๐๐ก๐ข ๐๐จ๐จ๐ซ ๐ฃ๐๐ญ๐ ๐ซ๐๐ก๐.”
- สส สแดสแด ษชแด แดแดษชษด. ©
Writco ©
Comments
Post a Comment