โ๐๐๐๐๐๐ โ ๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐๐๐ ๐๐๐๐๐๐โ
"๐ ๐ค ๐๐๐ก ๐ ๐๐ ๐ฃ๐ ๐จ๐๐ ๐, ๐ฌ๐ค๐ ๐ข๐๐ง๐ ๐ฅ๐ค๐๐ฉ๐ง๐ฎ ๐ฃ๐ ๐ ๐๐ ๐๐๐ฎ๐."
๐๐ฌ ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ค๐ ๐๐ฐ๐๐ซ๐, ๐ค๐๐ฏ๐ข ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐ฌ๐จ๐๐ก ๐ค๐จ ๐ฏ๐ฒ๐๐ค๐ญ ๐ค๐๐ซ๐ญ๐๐ฒ ๐ก๐ฎ๐ฒ๐ ๐ฒ๐๐ก ๐ค๐๐ก๐ง๐ ๐๐ก๐๐ก๐ญ๐ ๐ก๐๐ข ๐ค๐ข, ๐ฎ๐ฌ๐ค๐ข ๐ฉ๐จ๐๐ญ๐ซ๐ฒ ๐ฌ๐ข๐ซ๐ ๐ฌ๐ก๐๐๐๐จ๐ง ๐ค๐ ๐ฆ๐๐ฅ ๐ง๐๐ก๐ข, ๐๐๐ฅ๐ค๐ข ๐ฎ๐ฌ๐ค๐ ๐๐ข๐ฅ ๐ค๐ ๐ ๐๐ก๐ซ๐ ๐ฃ๐๐ณ๐๐๐๐ญ ๐ค๐ ๐๐ค ๐๐๐ข๐ง๐ ๐ก๐๐ข. ๐๐จ ๐๐ฎ๐ค๐ก, ๐ญ๐๐ง๐ก๐๐๐ข ๐๐ฎ๐ซ ๐ฆ๐๐ก๐ฌ๐จ๐จ๐ฌ ๐ค๐ข๐ฒ๐ ๐ ๐๐ฒ๐ ๐๐ก๐ฌ๐๐๐ฌ ๐ฅ๐๐๐ณ๐จ๐ง ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฎ๐ญ๐๐ซ๐ง๐ ๐ฆ๐ฎ๐ฌ๐ก๐ค๐ข๐ฅ ๐ก๐จ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง, ๐ฐ๐๐ก๐ข ๐ฎ๐ฌ๐ค๐ข ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐ค๐ ๐ณ๐๐ซ๐ข๐ฒ๐ ๐๐ฎ๐ง๐ข๐ฒ๐ ๐ค๐ ๐ฌ๐๐ฆ๐ง๐ ๐๐๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง. ๐๐๐ซ ๐ญ๐๐ค๐ฅ๐๐๐, ๐ก๐๐ซ ๐ฆ๐ฎ๐ฌ๐ค๐ฎ๐ซ๐๐ก๐๐ญ, ๐ก๐๐ซ ๐๐ง๐ฎ๐๐ก๐๐ฏ ๐ค๐จ ๐๐ฉ๐ง๐ข ๐ฅ๐ข๐ค๐ก๐๐ฒ๐ข ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฌ๐๐ฆ๐๐๐ค๐๐ซ, ๐ค๐๐ฏ๐ข ๐ณ๐ข๐ง๐๐๐ ๐ข ๐ค๐ข ๐ฌ๐๐๐ก๐๐ก๐๐ข ๐ค๐จ ๐ฆ๐๐ก๐ฌ๐จ๐จ๐ฌ ๐ค๐๐ซ๐ง๐ ๐๐ฎ๐ซ ๐ฌ๐๐ฆ๐ฃ๐ก๐ง๐ ๐ค๐ข ๐ค๐จ๐ฌ๐ก๐ข๐ฌ๐ก ๐ค๐๐ซ๐ญ๐ ๐ก๐๐ข๐ง.
Meri poetry sirf lafzon ka khel nahi,
Yeh dil ka ehsaas hai, jo har koi keh nahi sakta.
Jo dard main sabse gehra mehsoos karta hoon,
Meri kalam wahi duniya ke samne likh deta.
Dil ke andheron ko roshni bana kar likhta hoon,
Jitni baar muskuraya, utni hi baar aansu chupaya hoon.
Jo lafz sab keh nahi paate, main unhein bayaan karta hoon,
Har khushi, har gham ko kavita mein samet-ta hoon.
Jab sab kuch khatam ho jaata hai, main apne lafzon mein jeeta hoon,
Meri zindagi ka jo sach hai, jo koi samajh nahi paata hain.
Apni poori duniya sirf kavita mein samet leta hoon,
Jo main keh na saka, meri likhayi woh sab bayaan karti hain.
Dil ki udaasi ko alfazon se bharna chahta hoon,
Apne khayalon ko kahaniyon mein jeena chahta hoon.
Jo kabhi na samajh sake mere dard ko,
Woh meri poetry mein kho gaye, mehsus kar jazbaat ki gehraaiyon ko.
Meri feelings jo chup thi, ab lafzon mein beh jaati hain,
Jo koi na samajh saka, woh har baat ab likhi jaati hain.
Meri poetry, meri rooh ka ab ek tukda hain,
Jo baat main keh na saka, wah likhne se duniya dekh paati hain.
Zindagi se jo shikayat thi, ab lafzon mein bikhar jaati hain,
Har dard jo mehsoos hota hai, meri poetry mein zinda rehta hain.
Mujhe dukh dene wale, shayad kabhi samajh paayein,
Meri har kavita, meri rooh ki khamoshi ko mehsoos kar paayein.
Meri poetry hai mere andar ka ek khoya jahan,
Jahan har dard ka apna rang, har khushi ka apna asmaan.
Main udaasi likhta hoon, shaam ke dhundhle saaye jaisa,
Har jazbaat ko sajata hoon, ek behte dariya jaisa.
Jab sab mujhse door chala jaata hain,
Meri poetry hi hai jo har mod par saath nibhata hain.
Jitni baar zindagi ne mujhe rulaaya hain,
Utni hi baar meri poetry ne mujhe sambhala hain.
Zindagi ki har ghadi, jo kabhi mushkil thi,
Meri poetry ne use thoda aasaan kar di.
Samajh nahi aata tha kaise apne jazbaat bayaan karoon,
Par jab se likhne laga, har ehsaas lafzon mein dhalne laga hoon.
Har gham ka ek rang, aur khushi ka apna ek asar hain,
Meri poetry woh raasta hai, jo har rang ko kare ikatha.
Main likhta hoon apne dil ki baat, us dard ko jo sabse gehra tha,
Aur jab sab bekaar lage, meri poetry fizaon mein gungunaaye โ
โRuk jaa... abhi tu zinda hain.โ
Zindagi ke har mod pe tanha hi khade rahe,
Jo lafzon mein likha, bas khud hi padte rahe.
Zindagi ek kitaab hai, har safha ajeeb hain,
Kahin dukh ki syahi, kahin khwabon ka naseeb hain.
โ๐๐๐ค๐ก๐ฆ ๐ฃ๐จ ๐๐ข๐ฅ ๐ค๐ ๐ญ๐ก๐, ๐ฅ๐๐๐ณ๐จ๐ง ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ฌ๐๐ฃ๐๐ง๐ ๐ฅ๐๐ ๐,
๐๐ข๐ง๐๐๐ ๐ข ๐ค๐ ๐ก๐๐ซ ๐ ๐ก๐๐ฆ ๐ค๐จ ๐ฆ๐๐ข๐ง ๐ค๐๐ฏ๐ข๐ญ๐ ๐๐๐ง๐๐ง๐ ๐ฅ๐๐ ๐.โ
- สส สแดสแด ษชแด แดแดษชษด. ยฉ
Writco ยฉ
Comments
Post a Comment